Kabhi roke muskuraye kabhi muskurake royeTeri
Kabhi roke muskuraye, kabhi muskurake royeTeri yaad jab bhi aayee, tujhe bhula bulake royeEk tera hi naam tha jise hazaar baartha likhaJise khush hue the likhkar use mita mitake roye.Mar jaoon main agar, to aansu mat bahana,bas kafan ki jagah apna dupatta chada jana,koi pooche ki rog kya tha,to sir jhuka ke mohabbat bata jana.Log to apna banake chodd dete hai..Kitnee aasanise ghairon se rishta jod lete hai.Hum ek phool tak na tod sake kabhi.kuch log to berahmi se dil bhi tod dete hai..Agar chand ko paana itna aasaan hotahar koi chandni ka deewana hotataare toh roz hi tootte hai aasmaan pepar koi unka sahaara nahin hotaDil tootega toh fariyaad karoge tum bhihum na rahe toh hamein yaad karoge tum bhiaaj kehte ho hamare paas vaqt nahinpar ek din mere liye vaqt barbaad karoge tum bhiTamaam raat vo zakhm de ke apne pairon komere vajood ke raaz talaash karte theiduaae karte thei aujde hue mazaaron pebade ajeeb shehar talaash karte theimujhe toh bataaya hai baadlon ne..vo lautne ke raaste talaash karte thei..