Sirf Dekhke Kisi Ko Dil Ki Baat Nahi Hoti; Mulakat Ho Phir Bhi Kabhi Barsaat Nahi Hoti; Janti Hoon Main Kabhi Tumhari Na Ban Paungi; Phir Bhi Is Dil Mein Kabhi Raat Nahi Hoti
Duriya Hote Huye Bhi Safar Vahi Rahega 894; Door Hote Huye Bhi Dostana Vahi Rahega 894; Bahut Mushkil Hai Ye Safar Zindgi Ka 894; Agar Aapka Sath Hoga To Ehsaas Vahi Rahega
Ajnabi Thi Baatein Sabhi Uske Pyaar Kee; Nahi Thi Khabar Ek Din Qayamat Zaroor Hogi; Karte Rahe Fariyad Us Khuda Se Ai Sanam; Milega Tu Mujhe Khuda Kee Rehmat Zaroor Hogi
Dil Mein Umeed Kee Shama Jala Rakhi Hai; Humne Apni Alag Duniya Basa Rakhi Hai; Iss Umeed Ke Saath Ki Aayenge Woh Kabhi; Humne Har Raah Pe Apni Palkein Bichha Rakhi Hain
Takmeel E Zoq E Ishq Ko Ik Umar Chahiye; Barsoon Teri Nigah Ne Darse Wafa Diya; Parhati Hai Mujh Par Sare Zamane Ki Ubb Nazar; Mujh Ko Teri Nigah Nae Tujh Sa Bana Diya
Tanha Jab Dil Hoga Aapko Aawaz Diya Karenge; Raat Me Sitaron se Aapka Jikar Kiya Karenge; Aap Aaye Ya Na Aaye Hamari Khaboon mein; Hum Bas Aapka Intezaar Kiya Karenge
Haif Us Chaar Girah Kapde Ki Qismat Ghalib ; Jis Ki Qismat Mein Ho Aashiq Ka Girebaan Hona Translation: Haif = Alas Girah = One Sixteenth Of A Yard Girebaan = Colla
Ye Jo Hai Hukm Mere Pas Na Aye Koi 894; Iss Liye Ruth Rahe Hain K Manaye Koi 894; Taak Mein Hai Nigah-e-Shauq Khuda Khair Kare 894; Samane Se Mere Bachta Hua Jaye Koi
Nakaam si koshish kiya karte hain Hum hain ki unse pyar kiya karte hain Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain
Jee Chahta Hai Tum Se Pyaari Si Baat Ho; Haseen Chand Tare Ho Lambi Si Raat Ho; Fir Raat Bhar Yahi Guftagu Rakhe Hum Dono; Tum Meri Zindagi Ho Tum Meri Kayanat Ho