Jee Dhoondta Hai Phir Fursat Ke Raat Din; Baithe Rahen Tassavur-e-Jana Kiye Hue; Ghalib Humein Na Chhed Ke Phir Josh-e-Ashq Se; Baithe Hain Hum Tahayya-e-Toofan Kiye Hue Translation: The soul seeks again that vacant time Night and day our memory re-imagining what the beloved is Ghalib do not torment us for again with the storm […]
Kabhi Roo Kar Muskuraye Kabhi Muskuraa Ke Roye; Jaab Bhi Teri Yaad Aai Tujhee Bhula Kar Roye; Ek Tera Hi Toh Gam Tha Jisse Hazaar Baar Likha; Jitna Likh Ke Khush Hue Uss Se Jayada Mita Ke Roye
Unki Tasveer Ko Seene Se Laga Lete Hain; Iss Tarah Judai Ka Gham Mita Lete Hain; Kisi Tarha Zikar Ho Jaye Unko Hamare Dard Ka Agar; Hans Kar Bheegi Palkon Mein Sab Dard Chupa Lete Hain
ahut udas hai koi tere jane se,ho sake to lot aa kisi bahane se,tu lakh kaffa sahi magar ek baar to dekh,koi tut gaya hai tere ruth jane se.
Woh Lamhe Rulate Hain Humko Raat Din; Woh Lamhe Unka Bhi To Dil Dukhate Honge; Jab Kabhi Bhi Woh Padh Lete Honge Nagme Hamare; Naam Apna Padhkar Aankho Se Ashk Jhalak Aate Honge
Hamare Ashk Mein Apka Khwab Chupa Hai; Hamari Khushi Mein Aapka Ehsas Chupa Hai; Tum Hamari Dastan Mein Raho Ya Na Raho; Lekin Is Dil Mein Hamesha Aapke Liye Pyaar Chupa Hai
Tum Ne Jo Chonk Kar Har Jagah Nigah Kee Hogi; Mere Hi Dard-e-Mohabbat Ne Sada Di Hogi; Ye Jo Moti Baraste Hain Teri Yaad Mein Aksar; Badlon Ne Meri Aankhon Ko Dua Di Hogi
Buhat Chahenge Tumhe Magar Bhula Na Sakenge; Khayalon Mein Kissi Aur Ko La Na Sakenge; Kissi Ko Dekh Kar Aansu To Ponch Lagein; Magar Kabhi Aapke Bina Muskura Na Sakenge
Nikle Jab Aansu Uski Aankhon Se; To Dil Karta Hai Sari Duniya Jala Dun; Phir Sochta Hun Ki Honge Uske Apne Bhi Iss Duniya Mein Kahin Anjane Mein Use Phir Se Na Rula Dun
Sukoon Apne Dil Ka Maine Kho Diya Hai; Khud Ko Dard Ke Samandar Mein Dubo Diya Hai; Jo Thi Kabhi Mere Muskurane Ki Wajah; Aaj Uski Kami Ne Meri Palko Ko Bhigo Diya Hai