Jo Aag Lagayi Thi Tum Ne Us Ko To Bujhaya Ashkon NeJo Ashkon Ne Bhadkayi Hai Us Aag Ko Thanda Kaun Kare
Jo Aata Hai Khushi Ki Inteha ParBahut Roye The Us Aansu Ki Khati
Mujhe Maloom Hai Tumne Bahut Barsaat Dekhi HaiMagar Meri Inhi Aankhon Se Sawan Haar Jaata Hai
Na Sath Hai Kisi Ka Na Sahara Hai KoiNa Ham Hain Kisi Ke Na Hmara Hai Koi
Hum Rone Pe Aa Jayein To Dariya Hi Baha DenShabnam Kee Tarah Se Humein Rona Nahi Aataa
SirF Din Nai Ab RAT Se DaRLagta HeGhar H Kacha BARSAT Se DarLagta HekisiNe TohFe Me KHUN k AnsuDiyeAb Muje TohFo ki sougatSe Dar Lagta He
Wapsi Ka Safar Aab Mumkin Na Hoga; Hum Toh Nikal Chuke Hain Aankh See Aansu Ki Tarhan
Kitaabain Bhi Bilkul Meri Tarha HainAlfaazon Sey Bharpoor Magar Khamosh
Kitne Tohfe Deti Hai Ye Mohabbat BhiRuswai Alag Judai Alag Tanhai Alag
Ajab paheliyan hain hathon ki lakeeron meinSafar hi safar likha hai hamsafar koi nahin