Dil Lagi Thi Usey Hum Se Mohabbat Kab ThiMehfil-e-Gair Se Un Ko Fursat Kab ThiHum Thay Mohabbat Main Lot Jane K QabilUs K Wadoon Main Wo Haqiqat Kab Thi…
Pal Pal Uska Saath Nibhate HumEk Ishare Pe Dunya Chhor Jate HumSamandar K Beech Me Pohanch Kar Fareib Kya UsneWo Kehte To Kinaare Pe Hi Doob Jate Hum_
Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi HainZindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi HaiUs Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki WajahWoh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai
Ek kahani si dil par likhi reh gai…Wo nazar jo mujhe dekhti reh gai…Log aakar bajaar me bik bhi gaye…Meri keemat lagi ki lagi reh gai
Beetay Huwe Dinon Ko Bhulaya Nahi JataJo Roo Rahay Hon Unko Rulaya Nahi JataHasnay Walon Ko Rulana Aasan HaiLekin Ronay Walon Ko Kabhi Hasaya Nahi JataApno Or Geroon Ko Bhulana Asaan Hai LekinDil Todnay Walay Ko Bhulaya Nahi JataUmeed Ban Ke Log Zindagi Mai Atey HainKhawab Ben Ke Ankhon Mai Sama Jate Hain
Anjaane Me Dil Gavaa BaitheIs Pyaar Me Kaise Dhoka Kha BaitheUnse Kya Gila Kare, Bhool Toh Humari ThiJo Bina Dil Waalon Se Dil Lagaa Baithe
Chod to dia mujhe par ye socha hai kbhi tumneAb jab bhi jhoot bologi to kasam kiski khaogi
Har Roz Koi Khwaab Toot Jata Hai Har Roz Koi Apna Rooth Jata HaiNa Jaane Meri Kismat Mein Kya Hai Jise Main Yaad Karun Wohi Mujhe Bhool Jata Hai
Badi Mushkil Se Bane Hain Toot Jane Ke Baad; Hum Aaj Bhi Ro Dete Hain Muskurane Ke Baad; Aapse Mohabbat Thi Humein Be-inteha; Magar Yeh Mehsoos Hua Aap Se Bichhad Jane Ke Baad
Khulle Paare Hain Meri Zindagi Kay Saare WarqNajane Kab Koi Aandhi Ura Kar Lai JaiiKisi Ka Dard Kahan Tak Apnay Pass RakhonYe Jis Ka Ho Wo Nishani Bata Kar Lai Jai