Pa-ba-gil sab hain rihai ke kare tadabir kondast-basta shahar mein khole meri zanjir konmera sar hazir hai lekin mera munsif dekh lekar raha hai mere fard-e-jurm ko taharir konmeri chadar to chini thi sham ke tanhai neberidai ko meri phir de gaya tashahir konneend jab khwabon se pyari ho to aise ahad meinkhwab dekhe kon […]
KaashHamari Dosti Acchi Thi,Kaash Isey Rishtey Ka Naam Na Diya Hota,Sahare Ke Liye Mile Daman Ko Dekh,Kaash Tumahara Haath Tham Na Liya Hota,Ankho Se Behte Apne Dard To Chipane Keliye,Kaash Tumahari Bahome Sama Na Gaye Hote,Tumahare Chune Bhar Se Hi.. Hai..Kaash Hum Sharma Na Gaye Hote,Sagar Ke Lehro Ko Dekh Tumahare Saath Sapne Sanjoye Na […]
Ful ki shuruwat kalise hoti hai,Zindagi ki shuruwat jaan se hoti hai,Pyaar ki shuruwat dosti se …Aur dosti ki shuruwat aapase hoti hai !!!Nazar andaz kaise kare aapko,nazron me bithaya hai jo aapko,yaad aane par roye bhi to kaise,darte hai jhuki jo palke to chubhengi aapko.Duniya mein koi kisi ke liye kuch nahi kartaMarne wale […]
Jo Mushkil Aasan Banate HainJo Dushman Ko Girate HainJo Hunste Aur Hunsate HainUn Ko Bhala Kia Kehte Hain?Un Hi Ko Dost Kehte HainJo Jeet Ki Khushi Manate HainJo Haar Main Sath Bitate HainJo Phir Bhi Kahan Jatate HainUn Ko Bhala Kia Kehte Hain?Unhi Ko Dost Kehte HainJo Hote Hain Khazane Humare LiayJo Hote Hain Sahare […]
Zindagi tujh se mil kar zamana huaaa tujhe aj hum maikade le chalenraat ke naam honton ke sagar likhenapni aankhon mein kuch rat-jage le chalenkya hassin log hainaankh aahon ke hain aur lab pankhadiin ke aaraish-e-khal-o-khat ke liyeapni aankhon ke hum aaine le chalenajanabi chehare mein dost banate nahirishte-naton ke chandi barasti nahiqurbaten sohabaten jin […]
Safar ke had hai vahan tak ke kuch nishan rahechale chalo ke jahan tak ye aasman raheye kya uthaye qadam aur aa gai manzilmaza to jab hai ke pairon mein kuch thakan rahewo shakhs mujh ko koi jalsaz lagata haitum us ko dost samajhate ho phir bhi dhyan rahemujhe zamin ke geharaion ne dab liyamain […]
Mere hi lahu par guzar auqat karo homujh se hi amiron ke tarah baat karo hodin ek sitam ek sitam raat karo howo dost ho dushman ko bii mat karo hohum khaqnashin tum sukhanaray sar-e-bampas aakar milo dur se kya baat karo hohum ko jo mila hai wo tumhin se to mila haihum aur bhula […]
Dosti pehli baarish ki boondo mein hai,Dosti khilte phoolon ki khushboo mein hai,Dosti dhalte sooraj ki kirano mein hai,Dosti har naye din ki umeed hai,Dosti khawaab hai,dosti jeet hai,Dosti pyaar hai,dosti geet hai,Dosti do jahano ka sangeet hai,Dosti har khushi,dosti zindagi,Dosti tishnagi,dosti bandagi hai,Dosti sang chalti hawao mein hai,Dosti in barasti ghatao mein hai,Dosti dosto […]
Ager Ham Dost HotayTu Karam Ki Intaha KertayTumhain Palkoon Pe Rakhtay HumTumhain Dil Main Basaatay HumAger Tum Rooth Jatay TuTumhain Kitna Manatay HumJo Milnay Tum Nahi Aatay TuAa Ker Khud Tumhain MiltayTumhari Laghzishoon Ko BhiHansi Main Hum Ura DaitayAger Apni Khata HotiTu Khud Ko Bhi Saza DaitayMager Yeh Sab Jab Hi HotaAger Hum Dost Hotay […]
Arz kiya hai.Dost,Chera har kisi ko dikhaya nahin jata,man mein har kisi ko basaya nahin jata,marey dost, yai dil, mahez dil nahin, ek mandir haihar kisi ko, is main basaya nahin jata.Kareeb aao, merey dost bano, marey hamraz bano,dosti cheez hai keya, marey dost bataingey tumehen,Ye who subha hai jis ki na sham hoti hai,ye […]