Sitam hi karana jafa hi karana nigah-e-lutf kabhi na karanatumhen qasam hai hamare sar ke hamare haq mein kami na karanakahan ka aana kahan ka jana wo jante hi nahi ye rasmenvahan hai wade ke bhi ye surat kabhi to karana kabhi na karanahamari mayyat pe tum jo aana to char aansu baha ke janazara […]
Kabhi Sochti Hoon Tumare Bina Ye Zindagi Adhuri HaiKabhi Sochti Hoon Tumare Bina Ye Zindagi Fizuul HaiPar Dil Se Kahte Hai Ke Ye Pyaar Tumare Bina Ek Khali Kitab HaiDuniya Ke Raageen Phool Tumare Khushiyon Ke Bina Fizuul HaiAur Kuchh Na Kahe Paon Mein Aaj Ke Iss Mehfil Ke Phool HaiJoh Dil-O-Dimaag Se Lagi Hue […]
Saqiya tera isarar apni jagahtere maikash ka inkar apni jagahteg apni jagah dar apni jagahaur haqiqat ka izhar apni jagahab khandahar hai khandar hi kaho dostoshish mahalon ke aasar apni jagahtur par lakh musa se ho guftaguarsh-e-azam pe didar apni jagahavvalan haq ne takhliq jis ko kiyasab ke bad us ka izhar apni jagahmukhtasar ye […]
Hum dosti ehasaan wafa bhool gaye hainzinda to hain jine ke ada bhool gaye hainkhushbu jo lutate hain masalate hain usi koehasas ka badala ye milta hai kali koehasas to lete hain sila bhool gaye hainkarte hain muhabbat ka aur ehasas ka saudamatalab ke liye karte hain iman ka saudadar maut ka aur khauf-e-khuda bhool […]
Hadase kya kya tumhari berukhi se ho gayesari duniya ki liye hum ajanabi se ho gayegardish-e-dauran, zamane ki nazar, aankhon ki neendkitne dushman ek rasm-e-dosti se ho gayekuch tumhari gesuon ki barahami ne kar diyakuch andhere mere ghar mein roshni se ho gayeyun to hum aagah the saiyad ki tadbir sehum asir-e-dam-e-gul apni khudi se […]
Zindagi mein baatein bahut kar liye…Sun liye hai zawab bhi…kabhi Dosto se, Kabhi Dushmano se,Lavso ke is bhir mein ghutan si hoti hai ab to….Mujhe sannata chahiye….. …Isliye Khamoshi se Dosti kar liye…..Baaton ki tanashahi bardasht karne ki taaqat na rahi……..Viraane mein sar chupane ki jagah chahiye….. ….Alfaazon ki koi matlab hi nahi milta……. .Isliye
Sheher E Dil Mein Har Kisi Ko Basaya Nahi KarteKhwabo Mein Bina Ijazat Jaya Nahi KarteAbhi Tau Mausam E Bahar Ke Mazey Liye JaaPatjhar Mein Shajhar Kabi Sayaa Nahi KarteMera Dil Todne Wale Ise Saath Leta JaaToote Hue Dil Kisi Ke Kaam Aaya Nahi KarteDosti Mein Apna Bada Anokha Asool Hai DostoEk Bar Azmaaye Ko […]
dosti,sahil hai ,majhdhaar main dube huwon ke liye,dosti,bahar hai,patzhad ki maar khaye huwon ke liye,dosti,ek khushi hai, har gam bhulane ke liye,dosti,chirag hai,aandheron main ghire huwon ke liye,dosti,rahgujar hai,tufano se jujte huwon ke liye,dosti,khawab hai,halat se maar khaye huwon ke liye,dosti ko kafan kisi ka kafan na banne bijiye,kuinki,dosti,’jindgi’ hai mout se pehle marne walon […]
Maujon ka aks hai khat-e-jam-e-sharab meinya khoon uchal raha hai rag-e-mahatab meinwo maut hai ki kahate hain jisako sukun sabwo ain zindagi hai jo hai iztarab meindozakh bhi ek jalva-e-firdaus se husn haijo is se bekhabar hain wohi hain azab meinus din bhi meri ruh thi mahv-e-nishat-e-didmusa ulajh gae the saval-o-javab meinmain iztarab-e-shauq kahun ya […]
Meri zuban se meri dastan suno to sahiyaqin karo na karo meherban suno to sahichalo ye man liya mujrim-e-mohabbat hainhamare jurm ka hum se bayan suno to sahibanoge dost mere tum bhi dushmanon ek dinmeri hayat ke aah-o-fugan suno to sahilabon ko si ke jo baithe hain bazm-e-duniya meinkabhi to unaki bhi khamoshiyan suno to […]