Tumhein maloom bhi hai main tanha jee nahin saktaMeri aadat badalne tak to mere saath ruk jao
Gulaami toh sirf tere ISHQ ki thi Baaki ye dilPehele b NAWAB tha or Aaj b haiEr kasz
Hamari Dastan Use Kaha Kabul ThiMeri Wafayen Uske Liye Fizool ThiKoi Aas Nahi Lekin Itna Bata DoMaine Chaha Use Kya Ye Meri Bhool thi
Yaad karte hai tumhe tanhai meDil duba hai gamo ki gehrai meHume mat dhundna duniya ki bhid meHum milenge tumhe tumhari hi parchai me
Woh humsey apni marzi se baat krtey haiaur hum bhi kitney pagal hai ke unki marji ka intezar kartey hai
Girte rahe hum sajdo me hasrat e ishQ ki khaatiragar ibadat e khuda me gire hote to zindgi jannat ban jati
Saza hume ye kaisi mili dil lagane kiRo rahe magar tamnna thi muskurane kiApna dard kise dikhau aye dostDard bhi usine diya jo wajah thi muskurane ki&hellip
Pyar mein kisi ko khona bhi zindagi haiZindagi mein ghamo ka hona bhi zindagi haiYuh toh rehte hai hamare hontho par muskurahatPar chupke se kisi ke liye rona bhi zindagi hai
Door rehne wale terko ek bat kehna chahta hu,agar mera khyal aaye to apna khyal rakhna
Phir se tere mehfil mein chala aya huAndaz wahi h bs alfaz naye laya huer kasz