Kati hai gham ke raat bade
Kati hai gham ke raat bade ehataram seaksar bujha liya hai charagon ko sham seraushan hai apni bazm aur is ehatamam sekuch dil bhi jal rahe hain charagon ke naam semuddat hui hai khun-e-tamanna kiye magarab tak tapak raha hai lahu dil ke jam sesubah-e-bahar hum ko bulati rahi magarhum khelate rahe kisi zulfon ke sham sehar sans par hai maut ka pehara laga huaaahista ae hayat guzar is maqam sekati tamam umr fareb-e-bahar meinkante sametate rahe phoolon ke naam seye aur baat hai ke “ali” hum na sun sakeaavaz us ne di hai hamen har maqam se