Na jao haledilezar dekhte jaoki jee
Na jao hal-e-dil-e-zar dekhte jaoki jee na chahe to nachar dekhte jaobahar-e-umr mein bag-e-jahan ke sair karokhila hua hai ye gulazar dekhte jaouthao aankh na sharmao ye to mahafil haigazab se janib-e-agayar dekhte jaohua hai kya abhi hangama abhi kuch hogafugan mein hashr ke aasar dekhte jaotumhari aankh mere dil se besabab-bevajahhui hai ladane ko tayyar dekhte jaona jao band kiye aankh raharavan-e-adamidhar-udhar bhi khabaradar dekhte jaokoi na koi har ik sher mein hai baat zarurjanab-e-”dag” ke ashar dekhte jao